Instagram story viewer> @ayeshafahimm> Post
2 years ago
84
Posted On: January 13th 2025, 12:34 pm
intezaar. waqt guzar jaanay ka, palat jaanay ga ya ruk jaanay ka?
baat ajeeb hai magar kuch ghaur karun tou ghalat bhi nahi. hum musalsal intezaar mein hi tou liptay hain. aaj ke guzar jaanay ka, kal ke aajanay ka. kisi ka mil jaanay ka, kisi ka chalay jaanay ka. roz subha sehar se raat dhalne tak intezaar mein rehti houn keh shayad kal, shayad kabhi aik acha waqt aye ga. ya koi aesa aye ga jis ke saath har guzarta lamha acha lagna lagay ga. kabhi sochti houn keh aesa hi kyun, kyun kisi aur pe bharosa karun, chahay woh waqt hi kyu na ho.
magar jab kuch deir khud ko mazboot rakhne ke koshish mein hoti houn tou kabhi kisi ki baat, kabhi kisi ki yaad mujhey choor karne mein kamyaab hojati hai. phir iss kamzor gharri mein aik aur intezaar ka pehlu numa hota hai, khud ke mazboot hojanay ka ya kisi ka dhaal ban jaanay ka.
magar iss se pehle iss intezaar ke bhanwar mein main khud ko kho doun, shayad aik samjhotay ka waqt aagya hai. shayad yehi woh ghariyaan hain jo jeenay ka aasra ban jayein. shayad kisi ka intezaar, chahay aik achay waqt ka ya bhalay shakhs ka, mujhey dobara pur umeed honay par majboor karde. jahan mein inn mojoun ke saath beh jaanay par bhi besukoon nai houn

chalein tou katt hi jaye ga safar, ahista ahista

@fatima_tu_zahraa
.
Song: tere bina
Muse: @haniaheheofficial
Comments (84)
mi_rincon_del_oleo 2 years ago
petricorsuflet 2 years ago

petricorsuflet

I loveee โค๏ธ

sanacreates 2 years ago

sanacreates

is that hania?

picturesque__120 2 years ago

picturesque__120

๐Ÿ”ฅ

muqaddassijazyt 2 years ago

muqaddassijazyt

Love the dress, door and hair details ๐Ÿ˜โœจ

muqaddassijazyt 2 years ago

muqaddassijazyt

@haniaheheofficial

muqaddassijazyt 2 years ago

muqaddassijazyt

So pretty โœจ

muqaddassijazyt 2 years ago

muqaddassijazyt

โ™ฅ๏ธโ™ฅ๏ธโ™ฅ๏ธ

sydahijabfatima 2 years ago

sydahijabfatima

beautifully written โค๏ธ

sydahijabfatima 2 years ago

sydahijabfatima

i love this

gotxmm 2 years ago

gotxmm

Beautiful as always. ๐Ÿ’™

Load More

More posts

back to up