Ab mutton mutton nahin dikhate hain
Bhaiii ek number facility haii yrrr ❤️
Bhai peda mathura ka hota hai agra ka nahi
10
2
32 roti 😂 sahi me
Kya konsa pur
Mai 2 roti leta hu
Aur kya kya karna hoga requirement kya hai
Job mein apply karne ke liye kitne papad belane padenge
Abe mujhe laga ki ye ladki ki avaj hogi par ye to ladka hai
Bhai sahab ye batao pura peda mathura ka hota hai😢