Posted On: March 31st 2026, 09:08 am
Assalamualaikum 🤍
Jabal-e-Uhud ke upar kharay ho kar aisa laga jaise dil ka shor khud ba khud khamosh ho gaya
Har taraf sukoon tha aur andar sirf Allah SWT ka ehsaas Lagta hai yeh jagah insan ko uski asal taraf wapas le aati hai
Bas ek pal tha lekin us mein bohot gehra sukoon tha
Yeh jagah sirf nazara nahi deti ek ehsaas deti hai
#AnasSaiyad #MountUhud #sanakhan #madina Load More