9 days ago🤍 Istighfar ko apni zindagi ka hissa banayein! Allah Ta'ala farmata hai ke apne Rab se maghfirat maango, beshak Woh bohat maaf farmane wala hai. Quran mein istighfar ke saath maal aur doosri nematon ka bhi zikr hai. 🤲🏻 📖 Reference: Surah Nuh, Ayat 10–12 Allah hum sab ko halal rizq ata farmaye aur hamare rizq mein barkat de. Ameen. 🤍 #Istighfar #RizqMeinBarkat #QuranReminder #IslamicReminder #DeenAndDunya
