Instagram story viewer> @grow.with.dijaaa> Post
6 days ago
2
Posted On: October 30th 2026, 04:07 pm
7 din ka secret amal... aur tumhari life me change start ho sakta hai. Read caption till end...

Consistency kisi bhi change ki foundation hoti hai. Jab tum daily ek cheez repeat karti ho... to wo tumhare mind aur routine ka part ban jati hai. Allah ko sab se zyada pasand wo amal hai jo chhota ho... lekin regular ho.

Agar tum rizq, barkat aur Allah ke fazal ki umeed rakhte ho, to aglay 7 din in duao ko apni daily routine ka hissa bana lo ๐Ÿค

Kisi ko batana zaroori nahi. Khamoshi se Allah se mango, us par tawakkul rakho aur halal asbab bhi ikhtiyar karo.

1. ุฑูŽุจูู‘ ุฅูู†ูู‘ูŠ ู„ูู…ูŽุง ุฃูŽู†ู’ุฒูŽู„ู’ุชูŽ ุฅูู„ูŽูŠูŽู‘ ู…ูู†ู’ ุฎูŽูŠู’ุฑู ููŽู‚ููŠุฑูŒ

Tarjuma:
Ae mere Rab, jo bhi khair Tu meri taraf nazil farmaye, main us ka mohtaj hoon.

ู€ู€ู€ู€ู€ู€

2. ุงู„ู„ูŽู‘ู‡ูู…ูŽู‘ ุฅูู†ูู‘ูŠ ุฃูŽุณู’ุฃูŽู„ููƒูŽ ุนูู„ู’ู…ู‹ุง ู†ูŽุงููุนู‹ุงุŒ ูˆูŽุฑูุฒู’ู‚ู‹ุง ุทูŽูŠูู‘ุจู‹ุงุŒ ูˆูŽุนูŽู…ูŽู„ู‹ุง ู…ูุชูŽู‚ูŽุจูŽู‘ู„ู‹ุง

Tarjuma:
Ae Allah! Main Tujh se nafa dene wala ilm, paakiza rizq aur maqbool amal ka sawal karta/karti hoon.

ู€ู€ู€ู€ู€ู€

3. ุงู„ู„ูŽู‘ู‡ูู…ูŽู‘ ุงูƒู’ููู†ููŠ ุจูุญูŽู„ูŽุงู„ููƒูŽ ุนูŽู†ู’ ุญูŽุฑูŽุงู…ููƒูŽุŒ ูˆูŽุฃูŽุบู’ู†ูู†ููŠ ุจูููŽุถู’ู„ููƒูŽ ุนูŽู…ูŽู‘ู†ู’ ุณููˆูŽุงูƒูŽ

Tarjuma:
Ae Allah! Apne halal ke zariye mujhe haram se be-niyaz kar de aur apne fazal se mujhe apne siwa sab se be-niyaz kar de.

ู€ู€ู€ู€ู€ู€

4. ุงู„ู„ูŽู‘ู‡ูู…ูŽู‘ ุฅูู†ูู‘ูŠ ุฃูŽุณู’ุฃูŽู„ููƒูŽ ู…ูู†ู’ ููŽุถู’ู„ููƒูŽ ูˆูŽุฑูŽุญู’ู…ูŽุชููƒูŽ

Tarjuma:
Ae Allah! Main Tere fazal aur Teri rehmat ka sawal karta/karti hoon.

ู€ู€ู€ู€ู€ู€

Agar tum bhi chahti ho ke kal tum apne dreams ke liye khud kuch kar sako, toh yaad rakho:

Aaj ke time mein sirf degree nahi โ€” skills, consistency aur learning mindset bhi matter karta hai.

Main beginner-friendly guidance deti hoon un girls ke liye jo apni studies ke saath apny future ke liye khud kuch build karna chahti hain.

If you want details then follow these steps๐Ÿ‘‡๐Ÿป

Step 1: Follow me from this reel
Step 2: Comment โ€œSKILLโ€
Step 3: Share this reel with me in DM
Step 4: Check out my โ€œNEWโ€ highlight

I'll show you exactly how you can begin and grow too..

#viral #explorepage #re
Comments (2)
http.heartspeaks 6 days ago

http.heartspeaks

I am in real need of Dua please. I beg you to please pray for me Please pray the person I love is written in my naseeb and we get married Insha Allah. Soften our parents hearts and they accept us soon. A strangers Dua is powerful please Ameen. Summa Ameen

grow.with.dijaaa 6 days ago

grow.with.dijaaa

๐Ÿ™Œ๐Ÿ™Œ

More posts

back to up