Posted On: October 30th 2026, 01:27 pm
Shimla Mein Mini Rajasthan? Yahan Aakar Rajasthan Ki Yaad Aa Jayegi!
Shimla Bites Episode 6 mein hum pahunche ek aisi jagah, jahan milta hai authentic Rajasthani food aur famous Dal Baati Churma!
Taste toh kaafi accha hai, lekin ek twist hai — Dal Baati Churma sharing mein order nahi kar sakte!
Aap yahan aakar kya try karna chahoge? Comment mein batao!
📍 Location chahiye? Comment “RAJASTHAN” aur hum aapko DM mein bhej denge!
Shimla ke hidden food spots, unique cafés aur local food experiences explore karne ke liye follow karein
@official_kksb.
#ShimlaBites #ShimlaFood #RajasthaniFood #DalBaatiChurma #ShimlaFoodGuide