3 days agoDear, please mera comment zaroor padhna! ❤️ Aap Qazi ke liye har din videos banati ho, toh please ek aisi video banao jismein sab logon se request karo ke woh Qazi ko 3 million followers tak pahunchayein. Bigg Boss mein jab contestants ko apne followers dekhne ka task mile, tab Qazi ke 3 million followers hone chahiye. 🥹❤️ Socho, Qazi kitna khush hoga jab woh 3 million dekhega! Please, let's make it happen for Qazi! ❤️🙌🏻
