Instagram story viewer> @imazherq> Post
3 days ago
4
Posted On: November 2nd 2026, 03:25 pm
Mumbai airport se taxi, taxi se auto... aur seedha entry production house me! 🎬 Wahan jam ke rehearsal ki, aur uske baad jab nikle na... toh raste ka asli maza mil gaya!
Seedha pahunche Versova, aur wahan ka nazaara dekh ke dil khush ho gaya—Navratri ka aakhiri din aur charo taraf mata ji ki murti visarjan ka mahotsav! 🙏✨ Ek alag hi energy thi beach par.
Yahin tak ki journey thi is part me... aage kya kya hua, jaanane ke liye jude rahiye! 🌊🔥"

Mumbai Airport to Production House
Actor Rehearsal Mumbai
Versova Beach Navratri Visarjan
Mata Ji Visarjan Mumbai
Mumbai Travel Vlog Part 2
Versova Mahotsav Vibe

#mumbai #mumbaivlog #versovabeach #navratrivisarjan #matarani
Comments (4)
shoyebirani 3 days ago

shoyebirani

👏👏

mhaaris786 3 days ago

mhaaris786

Azhar Bhai 🔥🔥

More posts

back to up