a minute agoYe sab election ke tactics hai 2029 main ye badha kar 8 saal karenge taake elections main fayda uthasake
2 minutes agoKyuki retirement ye December 2026 me hone wala tha & ye retired log agr protest join kr liye to BJP ke liye खतरा bnega...unhe sambhalna muskil hoga😂
5 minutes ago4 se 6 karke bhi kya fayda hai. Desh ki seema border to khatre me hai. Fauzi chahiye desh ko dhyahdi mazdoor nahi. Government ka decision ab bhi galat hai. Agniveero ko life time pakka karna chahiye aur purane tarike se sena me bharti karni chahiye.
5 minutes agoबस up का एसेम्बली इलेक्शन बीत जाए इसीलिए 2 साल बढ़ाए गए हैं और कोई बात नहीं है😂😂
