instagram story viewer > #musalman

#musalman

Posts
Bhai ❤️ @areebnawab786 . . . ( Hindu Muslim BhaiChara dosti yaari friendship musalman dost masoom sharma )
Hotho pe musalman ke hai name tumhara❤️🫶
💔 Nepal ki khabrein dil dukha rahi hain. Main kisi Hindu ya Musalman se nafrat nahi karti. Nafrat sirf un logon se hai jo dharm ke naam par hinsa aur nafrat phailate hain. ❌ 🕌 Masjid, 📖 Qur'an aur 🧢 topi ki be-hurmati kisi bhi haal mein qabool nahi. Har mazhab ki izzat honi chahiye. 🤲 Agar aap bhi zulm ke khilaf hain, to is video ko share kijiye aur Nepal ke mazloom logon ke liye aman, insaaf aur madad ki awaaz buland kijiye.
Aaj ke naujawanon ko Muharram ki tareekh hi nahi maloom? | Reality Check 🥹 #laillahaillallahmuhammadrasulullah #imamhussain #moharram #musalman #sultanshaikh45
Musalman Ladke Ab Gobar Khane Wali Ke Reletion me Ayenge 😂😂#viral #reels #instagood
Sirf musalman hi
Main ek South film ki shooting kar raha hoon aur yahan ek bahut purana, lagbhag 125-150 saal purana ped hai. Yahan ke logon ki maanata hai ki dil se maangi gayi murad poori hoti hai. Main Musalman hoon aur sirf Allah se dua karta hoon, lekin apne Hindu bhaiyon aur behnon ki aastha ka poora ehteram karta hoon. Agar unki duaayein aur mannatein poori hoti hain, to mujhe uski khushi hogi. Yeh video sirf mohabbat, izzat aur bhaichare ka paigham hai. Humari aastha alag ho sakti hai, lekin insaniyat humein ek saath jodti hai. ❤️🤝 Aur haan, mujhe ek actor ki tarah dekhiye. Jab bhi awaam ko meri zarurat padti hai, main apni awaaz uthata hoon. Mushkilein aati hain, lekin sach aur insaniyat ke liye khada rehna nahi chhodunga. #AjazKhan #Bhaichara #HinduMuslimEkta #Insaniyat #LoveAndRespect Unity SouthFilm Reels India
Mere Desh Ka Musalman 🇮🇳❤️ . . . #crazyirafu4786 #india #reels #foryou #instagram
Mere Musalman Bhaiyon Se Ek Khubsurat Guzarish 🤲❤️ Khushi Ka Mauqa Zaroor Manayein, Lekin DJ Aur Music Ke Baghair. 🔇🎶 Hamari Khushi Aisi Ho Jo Allah Ko Pasand Aaye. 🤲 No DJ • No Music • Sirf Khushi Aur Saadgi ❤️ Allah Hum Sab Ko Nek Raaste Par Chalne Ki Taufeeq Ata Farmaye. Aameen Ya Rabbul Aalameen 🤲☝️ #djsong #aimim #asaduddinowaisi #reels #miladunnabi
Jatav aur Musalman Ekta jindabad ✅💯💙💚 #Jay Bheem #Jaymin #Jay sanvidhan #Allah Hu Akbar
इसका मतलब sirf musalman hi smajh sakta hai
Hindu khayen dudh dahi Musalman Khair kabab
back to up