6 months agoWo ishq hi kya jo baarish se na ho, Aur wo mohabbat hi kya jo teri khwahish se na ho… Tu muskuraye to lagta hai jahaan mil gaya, Warna ye dil bhi kya, bas dhadakne ki aadat se na ho. 💫
6 months agoThanda mosam halki barish..hath me uska hath thaa 🩹chand kadam hi sath chale the aankhe khuli to khawab tha 👀😩
7 months agoBaarish se kabhi unsiyat na thi, har qatra bojh sa mehsoos hota tha, jaise aasman bhi kisi gham mein shareek ho… Phir dheere se ek ehsaas badla, wahi baarish ab narm si lagti hai, jaise kisi ka khayal khamoshi se utarta ho.. Ab nafrat ka woh sabab bhi yaad nahi, aur mohabbat ka izhaar bhi mumkin nahi
