Posted On: September 8th 2026, 06:18 pm
Ab y Akeli hi bachi h is k bhai bahan nii rh or is k 2 baby bhi
Isliye is care karhi hu apni khune ka dukh bahut gehra hota h emotional animals or Insaano bhi Sam hote h
Ab is ke bachhe bade ho gy 1 month
🐿️🌏❤️😊
#seva #baby #squirrel🐿 #care#feedinsquirrels