Instagram story viewer> @dharmkamarm24> Posts
908
followers
1102
following
धर्म और अध्यात्म से जुड़े topics सभी धर्मों पर चर्चा के लिए
main @awarenews24
For Advertisement & Endorsement –
Call ☎️ +919308563506
POSTS STORIES REELS TAGGED
1. यक़ीन रखना उस पर,
लेकिन अर्दली न समझ लेना।
इबादत के बदले तुम्हारे
हक़ में फ़ैसला होगा,
ये खुशफहमी न पाल लेना।

2. इबादत के बदले में रहम माँग रहे हो,
मतलब सौदेबाज़ी खुदा से भी कर रहे हों ?
इबादत बे-ग़रज़ क्यों नहीं कर रहे हो?
सिर्फ़ ग़रज़ के लिए ही अर्ज़ कर रहे हों!

3. इबादत से तुम्हारे अमाल के रास्ते में
ऊपर वाले का साथ मिलता रहे
इसलिए इबादत करो।
सौदेबाज़ी या दिखावे या फिर डर या
रहम के लिए इबादत कर रहे हो
तो फ़िज़ूल है मत करो ।

#yakeen #ibadat #khuda #poetry #urdupoetry taken in India - Bharat - Hindustan by @dharmkamarm24
13
a month ago
Download
मुझे भी कृष्ण की तरह सबसे प्रेम करना है,
मगर कन्हैया-सा सामर्थ्य कहाँ से लाऊँ?

एक समय में कृष्ण अनेकों जगह हो सकते हैं,
इसलिए वो हजारों विवाह भी कर सकते हैं।

ठीक है, रूह से ही सबसे मोहब्बत कर लूँ,
एक ही साथ समभाव से सबको कैसे देखूँ?

प्रेम को समझते-समझते
शरीर और आत्मा में उलझ जाता हूँ।

माधव, तुम और प्रेम
मुझे समझकर भी समझ में नहीं आते,

शायद अनंत को समझना
मुमकिन ही नहीं।

#jaishreekrishna #harekrishna🙏 #krishna #janmashtamti #janmashtami2026 by @dharmkamarm24
14
a month ago
Download
व्यक्ति अच्छा है या बुरा, इसका निर्णय किस आधार पर करते हैं?
क्या उसने आपके साथ कभी अभद्र व्यवहार किया है? अगर नहीं, तो उसके सोशल मीडिया कमेंट, लाइक या पोस्ट देखकर उसे judge करना उचित है? या किसी और की कही बात सुनकर उसके बारे में राय बना लेना?
भगवद्गीता के अध्याय 18 के अनुसार, व्यक्ति को केवल बाहरी आधारों पर judge करना राजसिक दृष्टि का संकेत है।
इस जन्माष्टमी किसी को उसके सोशल मीडिया प्रोफाइल या दूसरों की बातों के आधार पर judge न करें। उसका आपके साथ व्यवहार ही आपके मूल्यांकन का सबसे सच्चा आधार है।
आप सभी को जन्माष्टमी की बहुत-बहुत शुभकामनाएँ।
भगवान श्रीकृष्ण आपके घर में सुख, शांति और समृद्धि की कृपा बरसाएँ।
हरे कृष्ण। राधे-राधे। taken in India : इंडिया by @dharmkamarm24
4
a month ago
Download
व्यक्ति अच्छा है या बुरा—इसका निर्णय आप किस आधार पर करते हैं?
क्या उक्त व्यक्ति ने आपके साथ कभी कोई अभद्र व्यवहार किया है? अगर नहीं, तो केवल उसके सोशल मीडिया पर किए गए क्रियाकलापों को देखकर—वह कहाँ क्या कमेंट करता है, किस पोस्ट को लाइक करता है, किसे फॉलो करता है—उसके चरित्र का निर्णय करना क्या उचित है?
या फिर किसी तीसरे व्यक्ति ने उसके बारे में आपके कान भर दिए और आपने बिना स्वयं सत्य जाने उसकी बात को सच मान लिया?
यदि ऐसा है, तो आप judgemental हैं।
भगवद्गीता के अध्याय 18 में श्रीकृष्ण ने मनुष्य की बुद्धि और उसके गुणों के आधार पर उसके विवेक की व्याख्या की है। इसलिए किसी व्यक्ति को केवल उसके सोशल मीडिया प्रोफाइल, उसकी गतिविधियों या दूसरों द्वारा उसके बारे में कही गई बातों के आधार पर judge करना उचित नहीं है।
इस जन्माष्टमी एक संकल्प लीजिए—
किसी व्यक्ति को उसके सोशल मीडिया प्रोफाइल से judge न करें और न ही किसी दूसरे व्यक्ति द्वारा उसके बारे में कही गई बातों के आ� व्यक्ति को उसके सोशल मीडिया, कमेंट या दूसरों की बातों के आधार पर judge न करें।
उसका आपके साथ व्यवहार ही उसके मूल्यांकन का सबसे सही आधार है।

इस जन्माष्टमी, judgemental नहीं—विवेकशील बनें।

आप सभी को जन्माष्टमी की हार्दिक शुभकामनाएँ।
हरे कृष्ण। राधे-राधे। by @dharmkamarm24
15
a month ago
Download
Shri Bhagwan Uvach — Shlok Sankhya 16
Adhyay 2 | Shlok 24

“Achchhedyo’yam adahyo’yam
akledyo’shoshya eva cha।
Nityah sarvagatah sthaanur
achalo’yam sanatanah॥”

Atma ko na kaata ja sakta hai,
na jalaya ja sakta hai,
na paani bhiga sakta hai
aur na hi hawa sukha sakti hai.

Atma nitya hai, sarvagat hai, sthir hai, achal hai aur sanatan hai.

Shareer badalta hai,
lekin Atma ka naash nahi hota.

Bhagwan Uvach Series
Dharm Ka Marm | Aware News 24

✍️ Shubhendu Prakash
shubhenduan24 | @awarenews24

Radhe-Radhe. 🌿🙏🏻

#BhagavadGita #GitaShlok #Krishna #BhagwanUvach #KrishnaVani #Atma #AtmaAmarHai #GeetaGyan #DharmKaMarm #Adhyatma #SanatanDharma #Spirituality #SpiritualReels #HindiReels #ShubhenduPrakash #AwareNews24 #radheradhe by @dharmkamarm24
1
2 months ago
Download
Shri Bhagwan Uvach — Shlok Sankhya 15
Adhyay 2 | Shlok 23

“Nainam chhindanti shastrani,
nainam dahati pavakah;
na chainam kledayanty aapo,
na shoshayati marutah.”

Atma ko na koi shastra kaat sakta hai,
na agni jala sakti hai,
na jal bhiga sakta hai,
aur na hi vayu sukha sakti hai।

Shareer badalta hai,
lekin Atma ko bhoutik shaktiyon se nasht nahi kiya ja sakta।

Pichhle shlok mein Shri Krishna ne shareer badalne ki tulna purane vastra tyag kar naye vastra dharan karne se ki thi। Ab ve batate hain ki Atma in bhoutik tatvon se pare hai।

Shareer nashvar hai,
Atma nashvar nahi।

Bhagwan Uvach Series
Dharm Ka Marm | Aware News 24

✍️ Shubhendu Prakash
@shubhenduan24 | @awarenews24

Radhe-Radhe. 🌿🙏🏻
#BhagavadGita #Krishna #GitaShlok #BhagwanUvach #Atma #KrishnaVani #GeetaGyan #DharmKaMarm #Adhyatma #SanatanDharma #Spirituality #ShubhenduPrakash #AwareNews24 #RadheRadhe #BhagavadGita #GitaShlok #Krishna #KrishnaVani #BhagwanUvach #Atma #AtmaAmarHai #GeetaGyan #DharmKaMarm #Spirituality #SanatanDharma #Adhyatma #KrishnaTeachings #SpiritualReels #HindiReels #ShubhenduPrakash #AwareNews24 #RadheRadhe by @dharmkamarm24
7
2 months ago
Download
Jaise insaan purane vastra tyag kar naye vastra dharan karta hai,
waise hi jeevatma purane shareer ko tyag kar naye shareer ko praapt hoti hai.

Shareer ki aayu hoti hai,
Atma ki nahi.

Jab deh apni aayu poori kar leti hai,
to saansein ruk jaati hain—
aur Atma apne ek ghar ko chhodkar doosre ghar ki ओर चली जाती है।

Shrimad Bhagavad Gita | Adhyay 2 | Shlok 22
Bhagwan Uvach — Shlok Sankhya 14

Radhe-Radhe. 🌿🙏🏻

✍️ Shubhendu Prakash
Dharm Ka Marm | Aware News 24

@shubhenduan24 | @dharmkamarm24 

#BhagavadGita #GitaShlok #Krishna #KrishnaVani #Atma #Moksha #Rebirth #Spirituality #SanatanDharma #GeetaGyan #DharmKaMarm #HinduPhilosophy #SpiritualReels #HindiReels #InstagramReels #ShubhenduPrakash #AwareNews24 #radheradhe by @dharmkamarm24
0
2 months ago
Download
Shri Bhagwan Uvach — Shlok Sankhya 13
Adhyay 2 | Shlok 21

Hey Prithaa Putra Arjun! Jo purush is Atma ko naashrahit, nitya, ajanmā aur kabhi nasht na hone wala maanta hai, woh purush kaise kisi ko marvata hai aur kaise kisi ko maarta hai?

Jo ye samajhta hai ki Atma hi sabse bada sach hai, woh kisi ko kaise maar sakta hai ya kaise marva sakta hai?

Is baat ko samajhne ka matlab hai Brahm roopi sach ko samajhna, Brahm ko samajhna.

Sach se adhik hum aksar jhooth ko mahatva dete hain. Atma se adhik hum paarthiv shareer ko mahatva dete hain.

Paarthiv shareer mitti se bana hai, agni mein jal kar usi mein mil jayega aur phir mitti ka hi hissa ban jayega.

Humein mahatva dena hai apni Atma ko—
jo hamesha thi aur hamesha rahegi.

Radhe-Radhe. 🌿🙏🏻

✍️ Shubhendu Prakash
Platform: Aware News 24
Category/Column: Dharm Ka Marm

@shubhenduan24 | @awarenews24

#BhagavadGita #Krishna #Atma #Brahm #GeetaGyan #KrishnaVani #DharmKaMarm #Adhyatma #SanatanDharma #ShubhenduPrakash #AwareNews24 #RadheRadhe by @dharmkamarm24
2
2 months ago
Download
#krishna #samrpan #devotion #surrendertogod #dharmkamarm24 by @dharmkamarm24
10
2 months ago
Download
Aatmchintan ka matlab khud ko jaanna hai hi nahi ☺️,
Khuda ko jaanna hai.
Jab tak hum khud ko jaanne mein lage hain, Khuda humse door hain.
Jis din khud ko jaante-jaante Khuda ko jaan liya—
khel khatm.
Koi kehta hai—Everyone is unique.
To phir Khuda sirf ek kyun hai?
Khuda har insaan ki apni-apni perspective aur opinion ke saath alag-alag kyun nahi hai?
Oneness, Truth and God — ek hi satya hain.
Baaki jo kuch alag-alag dikhai deta hai, woh hamari drishti, hamari dhaarnaayein aur hamara ahankaar hai.
Ek satya ko anek maan lena hi dvait hai,
aur anek mein usi ek satya ko dekh lena hi advait hai.
Radhe-Radhe. 🌿🙏🏻
✍️ Shubhendu Prakash
Platform: Aware News 24
Category/Column: Dharm Ka Marm
@shubhenduan24 | @awarenews24
#aatmchintan #advait #oneness #truth #god spirituality vedanta dharmkamarm philosophy selfrealization shubhenduprakash awarenews24 radheradhe taken in India इंडिया भारत by @dharmkamarm24
15
2 months ago
Download
Bhagwad geeta chapter 2 slok no 21 krishna shlok no 13 by @dharmkamarm24
11
2 months ago
Download
Giving Up — Haar Maanne Se Pehle Yeh Sochiye

Khuda ne tumhe zindagi apne paas bulane ke liye nahi, zindagi jeene aur apna karm karne ke liye di hai।

Maut ant nahi hai, moksha bhi ant nahi hai—sab kuch anant hai।

Lekin jab tak tum zindagi ke maidan mein khade ho, jab tak tumhe ladna hai, tab khud ko ye kehkar dilaasa dena ki “Bhagwan ki yahi marzi thi” ya “Jise main chahta tha, woh nahi mila to Bhagwan mil jayega” tumhe aage badhane wala darshan nahi hai।

Kai baar ye baatein insaan ko santvana dene ke liye hoti hain, khaaskar jab insaan give up kar chuka hota hai।

Lekin jab tak tum field mein lad rahe ho, sawaal ye nahi hai ki haar ke baad kaunsa quote tumhe sukoon dega।

Sawaal ye hai—

Kya tumne woh paane ke liye apni poori taakat laga di, jise tum chahte ho?

Agar nahi, to pehle hi haar maan lena aur phir dilaasha wala quote likhkar khud ko samjha lena karm nahi, aatma-chhal hai।

Pehle poori shakti lagao।
Puri imaandari se lado।
Apni buddhi lagao।
Apne saadhan lagao।
Jitna sambhav hai, utna prayas karo।

Uske baad bhi agar parinaam tumhare paksh mein nahi aata, tab use sweekar karna alag baat hai।

Phal tumhare haath mein na ho, lekin prayas chhod dena tumhare haath mein hai।

Isliye Madhav se dilaasa maangne se pehle Madhav ka diya hua vivek aur saamarthya istemaal karo।

Jo chahte ho, uske liye poori taakat laga do।

Radhe-Radhe. 🌿🙏🏻

✍️ Shubhendu Prakash
Platform: Aware News 24
Category/Column: Dharm Ka Marm

@shubhenduan24 | @awarenews24

#givingup #nevergiveup #motivation #bhagavadgita #krishna #dharm #spirituality #lifelessons #mindset #selfmotivation #successmindset #struggle #karma #shubhenduprakash #awarenews24 by @dharmkamarm24
4
2 months ago
Download

Download All

Save the photos and videos currently loaded on this page.

0Photos
0Videos
Ready to download 0 / 0

Keep this tab open until your download is ready.

back to up