4 hours agoYawr mujhe to ye mystery samjh nhi aati ke Fazal drama main jis ki bhi backstory play krta hai uss se itni shakal kaise match match ho jati hai ๐
16 hours agoYaar ye ladhka sachmai sab ke gunah apne sar paar lekar baith gaya har baar yahi past ka role karta hai bechara balla abh Akram bhi ๐๐ aur Kamal ki baat ye hai ki dono role main nachne ke scene main hi ussey muhabbat hojati hai billo ka bhi yahi scene tha๐คฃ๐
18 hours agoNa kr bala na kr ๐๐abhi to billo se hi hisab pura nhi huaa ๐๐๐๐๐
