Instagram story viewer> @prashastvishal> Posts
POSTS STORIES REELS TAGGED
Rise after every fall, thank life for another chance, and keep walking. You never know who might be waiting for you at the end of the road. ❤️

To kya ki mujhko zindagi ne phir gira diya 
Main phir utha salaam kaha shukr ada kiya 

Rukne lage qadam to kaha mujhse raah ne
Tujhko zaroor dhoondhta hoga tera piya 

-Prashast Vishal 

Follow @prashastvishal for more poetry 🌻

#prashastvishal #urdushayari #shayari #urdupoetry #poetrycommunity by @prashastvishal
196
3 days ago
Download
Tumhara zikr jab laati hai duniya 
Musalsal bolti jaati hai duniya

Main us shatranj ka pyaada hoon jismein 
Tumhare saath mar jaati hai duniya

تمہارا ذکر جب لاتی ہے دنیا
مسلسل بولتی جاتی ہے دنیا

میں اُس شطرنج کا پیادہ ہوں جس میں
تمہارے ساتھ مر جاتی ہے دنیا۔

तुम्हारा ज़िक्र जब लाती है दुनिया 
मुसलसल बोलती जाती है दुनिया 

मैं उस शतरंज का प्यादा हूँ जिसमें 
तुम्हारे साथ मर जाती है दुनिया 

-Prashast Vishal

#urdushayari #shayari #mushaira #ghazal #poetry by @prashastvishal
1k
4 months ago
Download
Qadmon mein bhi jaan nahin hai
Rukna bhi aasaan nahin hai

​Jeet to jab aaye tab aaye
Haar ka kuch imkaan nahin hai

​Jaan mein chaahe jaan nahin ho
Khwaab magar bejaan nahin hai

​Main hi hoon mera poora ghar
Mujhmein kuch weeraan nahin hai

​Us kamre mein deep jala do
Jismein roshandaan nahin hai

-Prashast Vishal 

قدموں میں بھی جان نہیں ہے
رکنا بھی آسان نہیں ہے
​جیت تو جب آئے تب آئے
ہار کا کچھ امکان نہیں ہے
​جان میں چاہے جان نہیں ہو
خواب مگر بےجان نہیں ہے
​میں ہی ہوں میرا پورا گھر
مجھ میں کچھ ویران نہیں ہے
​اس کمرے میں دیپ جلا دو
جس میں روشندان نہیں ہے

-پرشست وشال

क़दमों में भी जान नहीं है
रुकना भी आसान नहीं है 

जीत तो जब आए तब आए 
हार का कुछ इम्कान नहीं है 

जान में चाहे जान नहीं हो 
ख़्वाब मगर बेजान नहीं है

मैं ही हूँ मेरा पूरा घर 
मुझमें कुछ वीरान नहीं है

उस कमरे में दीप जला दो 
जिसमें रौशनदान नहीं है

-प्रशस्त विशाल 

#shayari #poetry #mushaira #urdushayari #ghazal by @prashastvishal
358
2 months ago
Download
Some loves become so deep that even when the world speaks, every conversation leads back to the beloved. ❤️

Tumhara Zikr jab laati hai duniya 
Musalsal bolti jaati hai duniya 

Main us shatranj ka pyaada hoon jismein
Tumhare saath mar jaati hai duniya

-Prashast Vishal 

Follow @prashastvishal for more poetry 🌻

#prashastvishal #urdushayari #shayari
#urdupoetry #poetrycommunity by @prashastvishal
9
an hour ago
Download
Sometimes, the hardest goodbyes hide the purest intentions. And sometimes, you have to walk through the fire yourself to bring light to someone you love. ❤️

Sabab kya bataunga ghabra raha hoon
Ki daman chhudakar kahan jaa raha hoon

Mujhe jalta paakar tu naashad mat ho
Main tere liye raushni laa raha hoon

-Prashast Vishal 

Follow @prashastvishal for more poetry 🌻

#prashastvishal #urdushayari #shayari #urdupoetry #poetrycommunity by @prashastvishal
57
14 hours ago
Download
Rise after every fall, thank life for another chance, and keep walking. You never know who might be waiting for you at the end of the road. ❤️

To kya ki mujhko zindagi ne phir gira diya 
Main phir utha salaam kaha shukr ada kiya 

Rukne lage qadam to kaha mujhse raah ne
Tujhko zaroor dhoondhta hoga tera piya 

-Prashast Vishal 

Follow @prashastvishal for more poetry 🌻

#prashastvishal #urdushayari #shayari #urdupoetry #poetrycommunity by @prashastvishal
57
a day ago
Download
Whatever the outcome, thank life for giving you a chance to fight, keep smiling through the darkness, and trust that one day, the light will find you. You never know when your sunflower might find its way back to your garden. ❤️

Faisla jo bhi ho shukriya Zindagi 
Toone ladne ka mauqa diya zindagi 

Ek din raushni tujhko le jaaegi 
Jitna bhi ho sake muskura zindagi 

Ek na ek din tera soorajmukhi 
Tere gulshan mein laut aaega zindagi 

-Prashast Vishal 

Follow @prashastvishal for more poetry 🌻

#prashastvishal #urdushayari #shayari #urdupoetry #poetrycommunity by @prashastvishal
101
2 days ago
Download
Some journeys are walked with weary feet, and some battles leave no room for defeat. The question is, how long would you keep fighting when all you have is yourself? 🌻

QadmoN mein bhi jaan nahin hai 
Rukna bhi aasaan nahin hai

Jeet to jab aae tab aae 
Haar ka kuch imkaan nahin hai

Main hi hoon mera poora ghar
Mujhmein kuch veeran nahin hai

Us kamre mein deep jala lo 
Jismein raushandaan nahin hai

-Prashast Vishal 

#urdushayari #shayari #poetrycommunity #ghazal #urdupoetry by @prashastvishal
94
2 days ago
Download
Some paths offer nothing but sorrow, and some journeys are destined to end in defeat. The question is, how long would you walk beside someone like me? 🌻

Is raaste pe dukh ke siwa kuchh na paaoge
Aakhir hamaara saath kahaan tak nibhaaoge

Mera maqaam jeet ki ulti disha mein hai
Mujhse qadam milaaoge to haar jaaoge

-Prashast Vishal 

#urdushayari #shayari #poetrycommunity #ghazal #urdupoetry by @prashastvishal
176
3 days ago
Download
Hamne ghabra ke zindagi chun li 
Kitna achcha hai intikhab apna ❤️‍🔥

@prashastvishal

#urdushayari #shayari #poetrycommunity #urdupoetry #ghazal by @prashastvishal
120
4 days ago
Download
Which sher stayed with you? Tell me the one you’d read twice. 🌻

Taaza Ghazal -

Tu bahut door hai magar phir bhi
Dhoondhti hai tujhe nazar phir bhi

Hum nahin kar rahe safar to kya
Gul khilati hai rahguzar phir bhi

Sirf do pal ki aashnaai thi
Yaad aata hai tera dar phir bhi

Tere peechhe zaroor aaenge
Apni manzil nahin udhar phir bhi

Shaam dhalte hi laut aate hain
Kaatne daudta hai ghar phir bhi

Chaand waaqif hai apne jhagde se
De raha hai teri khabar phir bhi

Teri parwaaz se bahut khush hain
Raah dekhenge hum magar phir bhi

Kuchh bhi baaqi nahin hai khone ko
Dil pe chhaaya hua hai darr phir bhi

-Prashast Vishal

#urdushayari #shayari #ghazal #mushaira #poetry by @prashastvishal
31
4 days ago
Download
Some paths offer nothing but sorrow, and some journeys are destined to end in defeat. The question is, how long would you walk beside someone like me? 🌻

Is raaste pe dukh ke siwa kuchh na paaoge
Aakhir hamaara saath kahaan tak nibhaaoge

Mera maqaam jeet ki ulti disha mein hai
Mujhse qadam milaaoge to haar jaaoge

-Prashast Vishal 

#urdushayari #shayari #poetrycommunity #ghazal #urdupoetry by @prashastvishal
219
4 days ago
Download

Download All

Save the photos and videos currently loaded on this page.

0Photos
0Videos
Ready to download 0 / 0

Keep this tab open until your download is ready.

back to up