Instagram story viewer> @abaan_atiq24> Tagged
12.1K
followers
179
following
" Revolution are forged in blood "
POSTS STORIES REELS TAGGED
Tum chale gaye mere bhai… 💔

Aaj bhi dil ko yakeen nahi hota ki aap humare beech nahi ho. Kabhi lagta hai jaise aap kahin door, apni wahi himmat aur hausla liye baithe hai.
Phir achanak haqeeqat saamne aa jaati hai, Aur pata chalta hai ki ab woh mulaqat sirf khwaab mein hi mumkin hai.

Aapki yaad har din aati hai mere bhai, Jis bhai ka hausla dusron ko himmat deta tha, aaj usi bhai ki kami andar se tod deti hai.
Allah aapko hamesha apni rehmat mein rakhe. 🤲🏻
Bahot yaad aate ho Abaan bhaiya.. 🖤
108
Hamare dil ko tod kar Udaas kar ke dilnashi Abaan tum chale gaye Abhi to tum jawaan the
737
Beshak hum Allah hi ke hain aur humein usi ki taraf laut kar jana hai 🤍
468
Kuch gharon ke hisse me khushiyan kam aur imtihaan zyada hote hain... Ek ke baad ek apne bichhadte gaye, aur aaj ek aur jawan chehra hamesha ke liye khamosh ho gaya... Abba,Chacha,Bhai ke baad aaj iss sher dil bhai ne bhi duniya ko alvida keh diya. Har baar is ghar ne aansuon ko chupaya, har baar sabr ki misaal di... Lekin aaj shayad har deewar bhi ro rahi hogi. Ya Allah, marhoom ki maghfirat farma aur unke ghar walon ko itna sabr ata farma ki woh is azeem imtihan ko bardasht kar saken. Aameen. 🤲💔
7k
ज़ख़्म पे ज़ख़्म खा के निकले है
हॉं मगर मुस्करा के निकले हैं।
सर झुकाने का हुक्म जब आया
और भी सर उठा के निकले हैं।

शेरे-हिन्द 👑 
अल्लाह महफूज रखें ❤️ 
दुआ कि दरख्वास्त 🙏 

#insta #viralreels #viralpost #viralvideos #instagram
234
मैं ये नहीं कहता कि तुझे सर नहीं मिलेगा
लेकिन मेरी आंखों में तुझे डर न मिलेगा 🔥

शेरे-हिन्द 👑 
अल्लाह महफूज रखें ❤️
दुआ कि दरख्वास्त 🙏 

#insta #instareels #viralpost #viralreels #viralpost
104
26
back to up