Instagram story viewer> @advik_o.ne> Tagged
619
followers
341
following
अनुगच्छतु प्रवाहं
🏍️ Ride 💼 Work 🎥 Create
Turning everyday life into stories.
Delhi 📍 Bihar ❤️
POSTS STORIES REELS TAGGED
Aaj Janmashtami ke din ye video daalne ka ek hi reason hai ❤️🙏

Aaj Krishna ji ka janamdin hai, aur hum wo log hain jo har us cheez ka samman aur pooja karte hain jo hamari life me value provide karti hai. ❤️

Chahe wo jal ho, agni ho, vayu ho, ped-paudhe ho, pahad ho, suraj ho, chandrama ho ya prakriti ki koi aur cheez… 🌿☀️🌙

Hamare liye ye sirf cheezein nahi, balki jeevan ka hissa hain. 🙏✨

Jai Shri Krishna ❤️🦚 Happy Janmashtami 🙏✨

#trending #reels #viral #fyp #explore
12
back to up