Instagram story viewer> @thodakhalo> Tagged
POSTS STORIES REELS TAGGED
Ek maa ki aankhon mein aansu hain aur god mein uski poori duniya… 💔🙏

Nanhi Manasri aur uski maa se milkar dil bhar aaya. Aap sabse haath jodkar guzarish hai—iski madad ke liye aage aaiye. Jitna mumkin ho, video mein diye gaye QR code ke zariye apna yogdaan dijiye.

Aapki chhoti si madad is parivaar ke liye badi umeed ban sakti hai. Madad nahi kar sakte toh video share kar dijiye, shayad aapke share se koi madad ka haath aage badhe. 🤲❤️

#SaveManasri #HelpManasri #Insaniyat #AjazKhan
170
Happy birthday kaleja 🎉

#holiday #blackwork #viralreel #cute #મ
16
back to up